dayen baazu mein gara teer nahi khech saka
is liye khoal se Shamsheer nahi khech saka
shore itna tha ke aawaz bhi dabbay mein rahi
bheer itni thi ke zanjeer nahi khech saka
umair najmi
har nazar se nazar andaaz shuda manzar hon
woh madaari hon jo reh geer nahi khech saka
mein ne mehnat se hatheli pay lakerain khinchin
woh jinhein katib taqdeer nahi khech saka
mein ne tasweer kashi kar ke jawaa ki aulaad
un ke bachpan ki tasaveer nahi khech saka
mujh pay ik hijar musallat hai hamesha ke liye
aisa jin hai ke koi paiir nahi khech saka
tum pay kya khaak assar hoga marey shairoon ka
tum ko to Meer Tqi میرؔ nahi khech saka

دائیں بازو میں گڑا تیر نہیں کھینچ سکا
اس لئے خول سے شمشیر نہیں کھینچ سکا
شور اتنا تھا کہ آواز بھی ڈبے میں رہی
بھیڑ اتنی تھی کہ زنجیر نہیں کھینچ سکا
UMAIR NAJMI
ہر نظر سے نظر انداز شدہ منظر ہوں
وہ مداری ہوں جو رہ گیر نہیں کھینچ سکا
میں نے محنت سے ہتھیلی پہ لکیریں کھینچیں
وہ جنہیں کاتب تقدیر نہیں کھینچ سکا
میں نے تصویر کشی کر کے جواں کی اولاد
ان کے بچپن کی تصاویر نہیں کھینچ سکا
مجھ پہ اک ہجر مسلط ہے ہمیشہ کے لئے
ایسا جن ہے کہ کوئی پیر نہیں کھینچ سکا
تم پہ کیا خاک اثر ہوگا مرے شعروں کا
تم کو تو میر تقی میرؔ نہیں کھینچ سکا
0 Comments